Ya Rab usko sada lazawal rkna
Main rahun na rahun
Tu uska khyal rkna
Meri khushia''n b lely
Meri saans b lely
Mgr us k gird hamesha KHUSHYO''N ka jaal rkhna... (:
Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.