Dil Ko Aram Milta Hai Tujhay Pane Se,
Meri Sans Main Sans Hai Bas Tere Hi Aane Se,
Kaise Tuh Chor Jati Hai Mujhay Bhari Mehfil Main Tanha,
Kya Dar Lagta Hai Tujhe Mere Karib Aane Say...
Jivan main settle hone k liye 3 factories zaroor lagao 1.Brain main ice factory 2.Zuban main sugar factory 3.Heart main love factory Phir life hogi SATISFACTORY
Bhula kar humahin wo bhi na khush rhy pain ge Smany nahi tu humary jany k bad ashk bahaain ge Dua hai KHUDA say k us ko kabhi ghum na dyna Wo tu bardash kar lain gy hum na kar pain ge...!!!