JO tum ko dukh de ussy chhorr do 'SHAIKH SADI JO tum ko dukh de ussy chhorr do . magar jisey chor do usy dukh na do ... din ki roshni main rizk talash karo ! raat ko ussy talash karo jo tumhain rizq deta hai.....'
Ya Rab usko sada lazawal rkna
Main rahun na rahun
Tu uska khyal rkna
Meri khushia''n b lely
Meri saans b lely
Mgr us k gird hamesha KHUSHYO''N ka jaal rkhna... (:
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain, hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain, kaun milaye unn ankhon se ankhen, suna hai wo ankho se apna bana leite hai..