maut ki gari me jis din sona hoga,
na koi takiya hoga na koi bichhona hoga,
sath hogi aap jaise dosto ki mithi yaade,
aur shamsan ka ek chhota sa kona hoga
rozana ki bhag daur mey hum sub yehi intzar ker rahey hain k hamari zindagi ka ek din essa aaega jab hamari tamam khuwaishain poori hojaengi, haan din to aaega, zaroor aaega, magar khatam khuwaishain nahi balkey zindagi hojaegi.