pati patni jab aapas me ruthte hai
to palang ke bich me bahut jagah
khali ho jati hai,
aur jab unke bich pyar hota hai to
palang ke kinare khali ho jate hai.
Unki mohabbat ka abhi nishan baki hai,
Naam labo par hai aur jaan baki hai,
Kya hua agar dekh kar muh pher lete hai,
Tassali hai ki shakl ki pehchan baki hai.
Arz Hai Aladin K Pas Tha 1 Jadui Jin..
Dil Nai Lagta Hamara App K Bin..
Stainless Steel Mei Hota Hai 0.2% Tin..
Khuda Kare Mast Jaye App K Ajj Ka
Din... ;-