A heart breaking

A heart breaking
A heart breaking
isn''t always as loud
as a bomb exploding
Sometimes it can b as
quiet as a feather falling
&
The most painful thing is,
no one really hears it
except U.
  

Jun, 18 2010     178 chars (2 sms)     2308 views       Broken Heart

more Broken Heart SMS Messages

Every Person Around you is
Going to Hurt U at Some Point of Time..
But its upto U to Decide What is Important..

THE Pain or THE Person..!
Heart Touching Quote:

I Remember Him Not As The One Who Broke MY HEART..
But
As The One Who Taught Me How To Live With A BROKEN HEART.....!!
Teri yaadon mein khoya raheta hai dil,
Abto sambhale bi nahin sambhalta yeh dil,
Ishq main aisi thokar khayi hai dilne,
Ke abto ishq ke naam se bi darta hai dil...
dar lagta hy humko un aankhon sy jo naqab main reh kar bhi hum par waar karti hain
Wo hairaan hain mery sabr par to keh do Unhain..

Jo Aansu Daaman par nhi Girtay, Wo dil ko cheer jaty hain...
Leke hum dusro ki hansi kya kare,
Jo apni nahi wo khushi kya kare,
Tanha jine se behatar hai mar jaye hum,
Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.
Dil k zakham lafzon mein kahan milte hein,

Dil chahe jis ko aise log kahan milte hein,

Bohat aasan hai Dil tor dena,

Jo dil jorr saken aise log kahan milte hein.
4 saal lgtay hen insan ko agrarian bn'ne me
phir
chahy sari umr lagy raho


wapis insan nhe bnta :)
i Was So

STUPID

To Think That May Be

For One Second

You Actully

Cared
"kaisa waqt a gaya hai osei fursat he
nahi mujhei yad karne ki
.
.
kabhi wohi shakhs meri hi sansoon se jiya krta tha"
Kabi Jazbon Kabi Khuwabon Ki Tijarat Kar K,
Dil Ne Dukh Dard Kamaye Hain Mohabbat Kar K,
Wo Jab Aayega To Mehfooz Milengay Usko,
Hum Ne Dafnaye Hain Kuch Khuwab Amanat Kar K,
1 Zara Si Bhool Hui Or Usay Kho Bethay,
Hum Ne Paaya Tha Jisay Barson Ibadat Kar K
Hamara Tazkara Chorho, Hum aisy loog hain jinhain

Nafrat kuch nahin kehti, Wafa'ain maar daite hain.. !