Jab dil udas hota hai, Dard kuch khaas hota hai, Hr soch Hr yad Hr baat Hr pal bara be-aas hota hai, Bas ek awaz c hoti hai, Wo b be-saaz c hoti hai, Na koi apna sa lagta hai, Sab ek sapna sa lagta hai, Yun dil kyo udas hota hai? Kyo dard ye khas hota hai
Leke hum dusro ki hansi kya kare, Jo apni nahi wo khushi kya kare, Tanha jine se behatar hai mar jaye hum, Jab saath tum nahi to zindagi jikar kya kare.