mai ne chaha k apko EID pe kuch pesh karoo.
jis mai tabinda sitaro ki chamak shamil ho.
jis mai guzre lamhat ki tasvere ho.
jis mai anjan jazeron ki mehak shamil ho
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar.
Chand ki chandni, apno ka pyaar.
Har ghadi ho khushaal.
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!
"EID MUBARAK"
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k
aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky
paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK