" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka
Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka
Apna to kisi Tour katt jaye ga ye Din
Tum jis se milo aaj us ko Eid Mubarak
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh,
Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress,
Doston ka sath aab chalo Ghumne,
Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne.
Tumko bhi EID MUBARAK
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK