Dost Ban Kar Bhi Nahin Saath Nibhaane Wala
Wohi Andaz Hai Zaalim Ka Zamaane Wala
Hum Ne Dekha Hai Gulistaan Ko Jalte Hue
Hai Koi Khuwaab Ki Tabeer Bataane Wala.
KIYA MANGOUN KHUDA SE TUM KO PAANE KE BAAD .
KIS KA KAROON INTIZAR TERE AANE KE BAAD .
KIYOUN DOST KE LIYE JAAN LOUTA DEATE HAIN LOG .
MUJHE MEALOUM HOWA TUMHEIN DOST BANANE KE BAAD .
Trusting a friend should be like
the belief of a one year old child....
When you throw him in the air,
he laughs because he knows
you will catch him....