dooriyon se fark nahi padta,
baat to dilon ki nazdikion se hoti hai,
Dosti aap jaise kuchh khaas logo se hai,
varna mulaqat to roj janae kitno se hoti hai
Usne dur rehna ka mashwara b likha hai,
Saath he DOSTI ka wasta b likha hai,
Usne ye bhi likha hai mere ghar na aana,
Or saaf lafzo me rasta bhi likha hai