Raat ko pocha mujse chand sitaro ne
tumko bhula diya tere jigri yaro ne.
Maine kaha k bhule nhi hai fariyaad to karte honge,
mera sms pad k yaad to karte honge.
yun rooth jana acha nahe lagta,
yun tarpna acha nahe lagta,
mairey dil main jo baat ha,
mairi aankhoon sey chura lo,
mujay har baat btana acha nahe lagta...