Pushtu
Sumra Khukaly Mazigar Wow Tha Ra Naghlii
Zamung Kali Kii Akhter Wow Tha Ranghlii
Ma Nakrizii Vee Rawarii Sta Da Para Tha Ranaghlii
Tool Gham De Zama Pa Sar Wow Tha Ranaghlii...!!!!!
Apki dosti me khud ko mahfuz mante hai, Hum dosto me apko sabse aziz mante hai, apki dosti ke saye me zinda hai, Hum to apko khuda ka taabiz mante hai.
Barsat mein ham pani ban k baras jainge....
Pat jhar mein ham Phol ban k khar jainge........
Kia hua jo aaj aap ko tang karte hain...
Ek din aap ko bin bataye he chala jainge
Kabhi Roothkar Kabhi Manaakar,
Kabhi Hansakar Kabhi Rulakar.
Teri Dosti ne Sikhaya Hai
Har Pal Jeena Muskura Kar.
Muskurati Subah Ka
Swagat Karo Muskura Kar