Leaves may from green to gold
and the sky from blue to grey.
The time keeps changing too
from autumn, spring to winter.
People keep changing too,
but one thing
will never change
is the love
I have for you
Aur kuch nahi chahiye ek muskan hi kafi hai,
dil main bas ek Tamanna hi kafi hai,
Tamanna hai ye ki aap sada kush raho ,
hamen yaad rakhna ye ehsaan hi kafi hai
Yuhi ter pyaar mein behekne ko ji chahata hai,
tere saath saath chalkar zindagi bitane ko ji chahata hai,
tum ho door par tumhari yaadein dil mein hai,
isi tarha roz un yaadon mein machalne ko ji chahata hai