Muddat se door

Muddat se door
Muddat se door the hum tum,
ek zamane ke baad milna acha laga.
sagar se gehra laga aapka pyar,
tairna to aata tha par doobna acha laga....
  

Jun, 14 2010     141 chars (1 sms)     3948 views       Love

more Love SMS Messages

Khatam hoti hai tarap jahan teri chahat ki..
hoti hai shuru wahan se chahat meri jana..

Jo samajh sako tarap es dil ki to suno..
Tumhi ko es dil ki hai dharkan mana...!!!
Love is when all you care about is that one person no one could hurt you more and yet no one can make you happier.
Tujh pe likhna shuru kahan se karu,

Ada se karu ya haya se karu.

Tu itni khubsurat hai aye jane Gazal,

Mumkin hai teri tarif zubaa se karun.
"WORDS"
&
"HEARTS"
Shud B Handeled Carefully . . .

B''coz

Words When "SPOKEN"
&
Hearts When "BROKEN"

Are Hardest Thing To Repair. . .
Aankhon me rahne walo ko yaad nahi karte,
Dil me rehne walo ki baat nahi karte,
Hamari to ruh me bus gaye hain aap,
Tabhi to hum milne ki fariyaad nahi karte
Jabse in hathon ko kisine thama hain,

zindagi jaise badal gayi.

Jis khushi ke liye hum tadapte rahen,

woh khushi aaj hamein mil gayi
I LOVE YOU are 3 words;
But it takes:
3 seconds to read;
3 minutes to think;
3 hours to understand;
3 days to demonstrate;
3 weeks to explain;
And whole life to prove it!
You Hurt Me More Than I Deserve,

How Can U Be So Cruel?

I LOVE U More Than U Deserve,

Why Am I Such A Fool?
I Will Wait ...


Till The Day
"I" Can Forget "You" ...


Or


The Day
You Realize
"You" Cannot Forget "Me" ...
Farq sirf itna sa hai, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,
Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sajaya gaya,
WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa hai usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya........
Hey Krishna tu is kalyug mein aa kar to dikha…

Tune 18 saal ki umar me mama kans ko mara,
BIN LADEN ko hath laga kar to dikha…

Tune Arjun ko to Saari Geeta sunayee,
Mere Project Manager se ek baar baat kar ke to dikha..

Tune to Arjun ka Sarathi banke Pandavon ko jitaaya
Indian Cricket team ka Coach ban ke WorldCup jitaake to dikha…

Tune bhari mehfil mein draupadi ko saree pehnai,
Mallika sherawat ko ek jodi kapde pehna ke to dikha…

Tune gokul ki 1600 gopiyan patai,
Meri company ki sirf ek ladki ko pata kar to dikha…

Hey Krishna tu is kalyug mein aa kar to dikha…
Agar Pta Hota To Phatar Sa Muhabbat Kar Lety



Magar Kese Pathar Dil Insan Sa Nahi...!