Wafa ruswa nahe krna,
Suno aisa nahe krna,
Main pehlay he akela hon,
Mujhe tanha nahe krna,
Bohat massrrof ho jana,
Tou socha nahe krna,
Bharosa bi zaroori hy,
Magr sab ka nahe krna,
Muqadar phir muqadar hy,
Kabi daawa nahe krna,
Jo likha hy wo hona hy,
Kabhi shikwa nahe krna,
Meri takmeel tm se hy,
Mujhe aadha nahe krna,
Haqiqat hy milan apna,
Isay sapna nahe krna,
Humain tm yaad rehty ho,
Humain bhoola nahe krna
zindagi main bohat baar waqat asa ai ga
jb tum ko cahnay wala hi tum ko rulai ga
magar bhrosa rakhna uspar akelay main
who tum say kahi ziyada aansu bahaye ga
Socha yad na karke thoda tadpaye unko,
kisi aur ka naam lekar jlaye unko.
Par koi chot unko lagi to dard hame hoga,
ab koi ye bataye k kis tarah satayein unko.
When it rains, you dont see the sun, but its there.
Hope we can be like that.
We dont always see each other,
but we will always be there for one another
meri ankhon me sawan ki jhari rehti hai jese koi kashti darya me khari rehti hai dekh teri yad me kitna madhosh hon main duniya ko meri or mujhy teri pari rehti hai