aksar pyar karne

aksar pyar karne
aksar pyar karne wale,
apne pyar ki tarif karte rehte hai,
taaki wo unse juda na ho jaye,
hum isliye rehte hai khamosh,
taaki un par koi aur fida na ho jaye
  

Jun, 14 2010     161 chars (2 sms)     2693 views       Love

more Love SMS Messages

"Hum Ko GaLi Main dekh kar Khud Ko Chupa Lia,
jane ye DUSHMANO ne usay kia sikha diya,
ghar us ne kia banaya MASJID k samne....
CHAHAT ne us ki hum ko NAMAZI bana diya"
Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
Tu Bade Payar Say Chao Say Bade Maan K Saath

Apni Nazuk Si Kalayi Mein Chadhati Mujh Ko
Aur Bay Taabi Say Furqat K Khizan Lamho Mein

Tu Kisi Soch Mei Doobi Jo Ghumaati Mujh Ko
Mein Tere Hath Ki Khushboo Say Mehak Jata

Jab Kabhi Mood Mein Aa Kar Mujhay Chooma Karti
Tere Honton Ki Hidat Say Dahak Sa Jaata

Raat Ko Jab Bhi Tu Neendon Kay Safar Pay Jaati
Mar Mareein Haath Ka Takiya Banaya Karti

Mein Tere Kaan Say Lag Kar Kayi Baatein Karta
Teri Zulfon Tere Gaal Ko Chooma Karta

Mujh Ko Bay Taab Sa Rakhta Teri Chahat Ka Nasha
Mein Teri Rooh K Gulshan Mein Mehak Ta Rehta

Mein Tere Jism K Aangan Mein Khanakta Rehta
Kuch Nahi To Ye Bay Naam Sa Bandhan Hota

Kaash Mein Tere Haseen Haath Ka Kangan Hota
when=
i die
YoU will go my graves.
BuT=
Don''t cry.
Don''t say any thing.
Don''t give any flower.
don''t say anything.

just say
I LoVe YoU
Unhone Apna Kabhi Banaaya Hi Nahin
Jootha Hi Sahi Pyar Dikhaaya Hi Nahin
Galtiyaan Apni Hum Maan Bhi Jaate
Par Kya Kare Kasoor Hamara Hamein Bataaya Hi Nahin

Jab jab aapse milane ki ummid nazar ayi,Mere paav mai janjir nazar ayi,Gir pade aasun aakhon se,or har ek aasun mai aapki tasvir nazar ayi
Chalo tum sath mat dena,

Mujhe beshak bhula dena,

Naye sapne saja lena,

Naye rishtay bana lena,

Bhula dena sabhi waday,

Sabhi “qasmain”

Sabhi Natay,

Tumhain jana!

ijazat ha,

Jo diL chahe

Woh sab KaRNa,



Magar ab tum

kisi se bhi.



aadhora pyar mat

KaRNa.;
Tumne hi kaha tha k aankh bhar k dekh liya karo mujhe...,
.
.
.
Ab aankh to bhar aayi hai par tum nazar nahi aaty.
Wo Hamin Bhool Giya To Koi Baat Nahin

Aaj Wo Waqt Hai K Logo Ko KHUDA Bhi Yaad Nahi..!!
Neend se kiya shikwa karun
main...."sagar"
Qasoor to us chehray ka hai jo mujhe
sonay nahi deta.....!
Love doesn’t require two
people look at each other,

but

that they look together in
the same direction.......
mujh sey dur hone k baad
yaad aon ga main

har khushi rooth jane k baad
yaad aon ga main

apnu k rooth janey k baad
yaad aon ga main

moosam badalney k baad
yaad aon ga main

ab mujh sey saha nai jata
zindagi sey rooth janey k baad
yaad aon ga main
"Adjust,





or don''t fall in love".