Passion'' a word which involves so many feelings; I feel it when we touch, I feel it when we kiss, I feel it when I look at you. For you are my passion, my one true love
tum meri soch ho tumhe koi soche kyo,
tum meri chaht ho tumhe koi chahe kyo,
tum mera aina ho tumhe koi dekhe kyo,
tum meri dua ho tumhe koi mange kyo,
Masroof hai din raat usy wakat kahan hai wo muj sy kary bat usy wakat kahan hai betabi-e-dil ka usy andaza kahan hai samjy mery jazbat usy wakat kahan hai
WO mujhay choor gya hay y baat tu sach hay magar baat hay ruswai ki WO jhan khain bhi gya loat kay meray hi pas aya ik yahi baat achhai hay meray harjai ki
Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine
Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine
Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par
Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine