True love is eternal, infinite, and always like itself.
It is equal and pure, without violent demonstrations: it is seen
with white hairs and is always young in the heart....
Ye tu Dil tha Dewana k Tum per aa gaya Warna Hum Keemti pathron ko be uthaya nhi krty Ye mana k Tum Haseen hoo magr ye be sun loo Hum Haseen logon se dil lagaya nhi krty Jis se Krty hain pyar bus ek hi baar krty hain Baar baar hum b kisi ko sataya nhi krty
Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,
pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,
bichar jae kabhi aap se hum,
to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna..