Hum Say Kabhi Zikr Judai Math Karna, Ess Dil Ki Kabhi Ruswai Math Karna,"Tum Jan Ho Meri" Bus Etna Samjh Lo, Mery Enn Lafzoo Ko Nailaam Math Karna. IFFI
Khamosh muhabbat ka ehsaas hai wo,
mere khwahish mere jajbat hai wo,
aksar ye khyal kyu aata hai dil mai,
meri pahli khoj or aakhiri talash hai wo.
[email protected]