Koi ankhon se baat ker leta hai,
koi ankhon me mulakat ker leta hai,
bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh rehker saval ker leta hai...!!! :)
Kya kahu tumhe?
Khwab kahu to bikhar jaoge!
dil kahu to tut jaoge!
lo, tumhara naam zindigi rakh deti hu...
to maut se pehle hamara saath na chor paoge...!