Dil ki Awaz se nagme badal Jate hai, sath na De to apne Badal Jate hai, palke
bhi jara sambhal ke jhapkna kyoki Palke Jhapkne se Aksar sapne Badal Jate hai.
Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain