Kahin wo mile to usay kehna K Lot aao Lot aao k koi shiddat se Barri muddat se Barri muhabat se tumhara intizar kar raha hai Lot aao k kisi ki bahare na hone se kisi ki aankhon mei nami or zindagi mei kami bohat zyada ha
USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho, Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera Rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay