Raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain
Chal aisy dais main chalty hain Jhan chand aur sooraj milty hon Jhan rang titley phelati hon Jhan khoshe kay jharnay behty hon Jhan baton say khoshbo ati ho Jhan piyar ki basti basti ho