kuchh beete hue lamho se mulakat hui kuchh tute hue sapno se baat hui yaad jo
karne baithe un tamam yado ko to apki hi yaado se shuruat hui
"I REALLY MISSING U "
Dil se dil tak,
Jaan se jaan tak,
Din se raat tak,
Kal se aaj tak,
Aap se mujh tak,
January se december tak,
Meray SmS publish hone se Tumharay SmS parhnay tak,
I MISS U.
jA mere SMS JA MERE SWEET DOST K PAS JA ....
DHEERE SE JANA ...
SHOR MAT MACHANA ..
BZY HO TO..
KUCH MAT KEHNA FREE HOGA TOW....
PYAR SE MISS U KEHNA....