zindagi ke din kaise bhi hoon guzar jayein ge,,,,ek din hum bhi chupke se mer jayein ge,,,,aaj rehte hain aap ke dil mein yaad ban ker,,,,kal ansoo ban ker ankhoon se nikal jayein ge...
Tumhara hamara rishta to aankhon aur palkon jaisa hai, Agar palak kuch der na jhapke to aankh ro deti hai, Aur agar aankh mein kuch chala jaye to palak tadap uthti hai
Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
Mein Aksar Tumhein Yaad Ata Rahonga
Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
Mein Neendein Tumhari Churata Rahonga
Ajeeb Lagti Hai Sham Kabi Kabi,Zindagi Lagti hai Bejaan kabi Kabi,Samajh aye To Humein Bhi Batana K!!Que Karti Hain Yaddien Pareshan
.........Kabi Kabi.........