Raat meri aankho se ek aansu nikal aaya
Maine usse pucha tu kyo aaya
To usne mujhe bataya ki dear!
Koyi in aankho me etana hai samaya ki
Mai chah kar bhi apni jagah na bna paya.
yeh din yeh raat yeh lamhy achy lagty hai,tumhy sochun to sary silsly achy lagty hai,bohat dorr tak jana phr bhi wahi rehna,mujy tum sy apny tak k faasly achy lagty hai.
Har Lamha apse milne ki arzo kyo hai Is qadar apko sochne ki adat kyo hai Har Pal ankho main rehti hai ap he ki surat Phir b bar bar apko daikhne ki hasrat kyo hai