aanson ko bohat smjhaya tanhai mein aya karo
mehfil mein hamara mazak na baynaya karo
espar anso tarap kar bolay
itnay logo mein ap ko tanha patay hain
isliye chale atay hain
Yaad kisi ko karna yeh baat nahi jatane ki Dil par chot dena aadat hai zamane ki Hum aap ko yaad bilkul nahi karte Kyun ke yaad karna ek nishani hai bhul jane ki
My Silence doesn't mean I'm gone. My quietness doesn't mean I'm dead. But deep in my heart, anywhere &anytime, u r always remembered,cared, loved & missed.