Challenge of da day For you..
1/ Sandooq
2/ Bandooq
3/ ???????
Teesri kisi bhi aise cheez ka naam batain jis ke last main dooq aie..!!
Reply is MuSt...!!
1:Agar Muhabat Dokaano Par Bikti To Aap Kitni Baar Kharidty?
2: Phool Songny K Liye Tora Jata Hai Dil Kisliye Tora Jata Hai?
3: Pyar Karny Walo Ko Pata Hota Hai K Anjaam Bora Hoga Phir Wo Pyar Q Krte Hay?
A Challenge for u 2 Rearrange D Following Words:
Karnemd (place)
Laebaba (bird)
Sondelo (food)
Peoahygrg (subject)
Rabe (animal)
r u genius? Reply me must
Q : Baadshah Akbar ke zamnay main Darayaye (river) ravi main zabardast Salab aya tha .. Lahore sheher ko zabardasht Nuksaan Pooncha Lekin baad shah Masjid jo Drayeaye Ravi ke pass hai woh nahi doobi bataye kyoon???
Ans : Badshah Akbar Ke Zamanay Mai Baadshahi Masjid Bani Hi Nahi Thi :)