Khuda se koi baat anjaan nahi hoti, jab insaan ki bandagi
beimaan nahi hoti, kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost,
yu hi aapki hamse pehchaan nahi hoti!!
Saathi sirf vo to nahin hota jo jeewan bhar saath nibhaye,
Saathi to vo hota hai jo jeewan ke kuch palon mein hi jeewan
bhar ka saath de jaaye. Gud Day.
he send us sunrise in the morning. he listens 2 u when u talk.
he could live anywhere in the world , yet he choses to live in
your HEART. face it GOD is IN LOVE WITH U. good mornning!!!!!!!!!!
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA,
ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA,
POORA HO AAPKA HAR KHWAB,
AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA...!GOOD MORNING!