Soraj ki pehli kiran
Din ka pehla pehar
Panchion ki pehli chehchahat
Dhanak ka pehla rang
Hawa ki dandi sansanahat
Subha ka pehla khomar
:GOOD MORING" HAVE NICE DAY
Khuda se koi baat anjaan nahi hoti, jab insaan ki bandagi
beimaan nahi hoti, kabhi maanga hoga aapne 1 pyara sa dost,
yu hi aapki hamse pehchaan nahi hoti!!
Savera kya hua, Sitaron ko bhool gaye, suraj kya aya, chand ko
bhool gye. Gujre kya pal hamare SMS ke bina, aap hume SMS
karna bhool gye.... Good Morning dost