eid wale din roza rakhe wo shaitan hy

eid wale din roza rakhe wo shaitan hy

Jo Eid wale din roza rakhe wo Shaitan hy.


Aur


Jo Rozay wale din Eid manaye?





Aray Sahi Pehchana




Wo Pathan hy ... =P ;)
  

May, 05 2010     150 chars (1 sms)     3433 views       Funny

more Funny SMS Messages



N o t h i n g
I n
T h e
W o r l d
I s
M o r e
E x p e n s i v e
T h a n
H a v i n g
A
G i r l f r i e n d
W h o'' s
T o t a l l y
F r e e
O n
W e e k e n d =P ;)
Ek kanjoos Pathan ne mithayi ki dukaan kholi aur mulazim k liye akhbaar mein ishtihaar diya.

"EK MULAZIM KI ZARURAT HAI
Par
.
.
.
.
Sirf SUGAR k marez raabta karen"
A Sardar asked his friend: kya tumharay underwear mein suraakh hain??
Frend replied: No
Sardar said: tou phir taangain kahan se daalta hai saalay..!!
Yaad hai main tumhare ghar main aya tha . tum chair par soyi hoi thi .

maine tumhari Naak main ungli ki tum ne kaha yeh naak nahi hai maine kaha yeh ungli nahi ha :P
75 Year Old Lady Ne News Paper Me Add Dya


"ZAROORAT-e-RISHTA"

7 Din K Bad Ek Letter Aya





.




.Ama is Umer Mein Rishtey Nahi, Farishtey Atey Hain"
Pakistan In 2010 ...

1st Friend :
" Yaar Suna Hai Pehle Zamane Main Light Bhi Hua Kerti Thi "

2nd :
"Chal Na Yaar Ye Light Wight Kch Nahi Hoti Sab Tera Weham Hai " ;->
Aaae,

Apun Tere 7 Sms Ka Dhanda Band Kerne Ka Hy

Bole To

Ek dum khalas

Agr Compromise Kerne Ka Hy To

4-5 Jhakaas Se Sms Bhej Daal

warna khalas.
Munna bahi:-yeh doctor
log opration karne se pehle
patient ko behosh kyon
karte hai?


Circut:-Bole to patient khud opration karna
sikh na le isliye.
Aankhon he Aankon ne,


Aankhon he Ankhon se,


Aankhon he Ankhon main,



Kaha..








"Aiiiii - Taaaa..!" :-D
Khaufnaak Andheri raat ke sannatay mey aik Bhoot dosray ko samjha raha tha:
Bhai,ghabra mat ye sab teray dimag ka waham hai, PATHAN-WATHAN khuch nahi hotay
''1 Qabristan mein 1 Bh00t k0 dekh kar sabhi bhaag rahy thy
lekin mein nahi bhaga
pata hy ky0n?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ky0n ky mein ny tumhein pehchaan liya tha..!''
''1 admi apny dost k gar gya Ghanti bajany par aik chota sa bacha bahir nikla.

Admi bola: Beta ap k abu ghar par hen?

Bacha: Je wo to bazar gay howy hen.

Admi: Acha apny bary bhai ko bolao?

Bacha: Wo cricket khailny gay hen.

Admi: Acha tumhari ami to ghar hon gi?

Bacha: Je wo apni sahailiyon k sath picnic par gai hen.

Wo admi jal kar bola: To beta ap ghar men kiyon baithy hen, Ap b kahen jaen.

Bacha bola: Men b tu apny dost k ghr aya hua hu''