jannat SMS Messages78 messages

Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aaj vo humse jannat mein takra gaye
Aur humare dil se awaaz nikli.....
Fiteh Mooh Tusin ethe vii aa gaye !!!
1- Wo Konsi Jaga Hai Jahan Suraj Ki Kirne Sirf 1 Dafa Pari Ab Qayamt Tak Nahin Paregi.

2- Wo Kon Hai Jis Ne Khaya Hai Per Piya Kabhi Nahin.

3- Wo Kon Hai Jis Ne Jhoot Bola Aur jannat Main Jayega.

4- Wo Kon Hai Jis Ne Sach Bola Aur Jahannum Main Jayegi.

5- Insan K Jism Main Rooh K Rehne Ki Jagah Kahan Hai.

Its Challenge For All.
Sbha Ka Hr Pal Zindagi
De Aapko

Din Ka Hr Lmha Khushi
De Aapko

Jahan Gham Ki Hawa
Chuu k B Na Guzry

KHUDA Wo jannat Si
Zameen De Aapko

Aamin

G o_O d
Morning
Marne par hume jannat mile na mile,
Ye hawa ye fiza mile na mile,
Sms karne mein abhi to kasar mat kar aye dost,
Kya pata narak mein network mile na mile.
Mehak dosti ki ishq se kam nahin hoti,
ishq se zindagi khatam nahin hoti,
sath agar ho zindagi main doston ka,
to zindagi jannat se kam nahi hoti..
Raat bhar aankhon main raha jashan ka sama
tum samne mere they kisi khuaab ki tarah,

Charon taraf phoolon main ek raqs tha bapa
saba bhi ker rahe they gulon sey utkhelean,

Thein titlian fiza main sabhi tairte hue
phoolon ka rang churate thein magar ghare ghare,

Rangon amin ek rang bara shaandaar tha
us amin bhi apne khuaab ke jaisa khumaar tha,

Qadmon main mere phool they aur sar per saibaan
hathon main tera haath tha khush tha yeh kul jahan,

Tha qos-o-qaza rehguzar apney pyar ke
jannat ka ek baagh tha sapno ki raat thi,

foren hi aankh khul gayi khushboo ke lehar thi
phir neend main kho jaaon mein koshish yehi rahi..!
Anjana sa sapna palkon mein khelta hai,
andekha sa koi apna aankhon mein basta hai,
jiski pyaari si muskurahat saare ghamon ko bhula de,
aise kisi saathi ka saath jannat dikhata hai,
maine suna hai...chahat ka safar aise hi shuru hota hai!!!
Kuch to jite hai jannat ki tamanna lekar,

kuch tamannaye jina sikha deti hai.

Hum kis tamanna ke sahare jiye,

ye zindagi roz ek tamanna badha deti hai.
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Zulf-o-Rukhsar Ki jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main

Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy ...
Firdous-e-jannat mein lakh horon ka tassawar hi faraz

Mein ek insan k ishq se niklon to to wahan tak sochon
Har Kisi Ko Dunya Main
Shohrate''n Nahi Milti''n

Zindagi K Lamho''n Ki
Qeematai''nNahi Milti''n

Fatah Ki Khwaish Main
Amal Bhi Tou Lazim Hy

Sirf Kuch Irado''n Se
Mazilai''n Nahi Milti''n

Faisley Ye Chahat k
Aasman Pe Hoty Hyn

2 Dilo''n k Milne Se
Qismatai''n Nahi Milti''n

Deen Aur Dunya Ko
Saath Rakhna

Masjido''n Main Bethne Se
jannatai''n Nhi Milti''n

Maan Lo Is Zamane Main
Aur Bhi Hyn Hum Jese

K Hasb-e-Aarzu Jinko
Chahatai''n Nhi Milti''n ...
Us muqam per hun jahan na maal na naam ka charcha hai

Apno se main b bichar gaya wohi qisaye aam ka charcha hai

Mout k dar per kara hun main jannat ki aas liye huwe

Zulam tou hai k haat mein mere apne amal ka parcha hai