jannat SMS Messages78 messages

Dehleez-e-Pajetan se khushi ki naveed lo
Khuld-e-bareen k dar se sunehri khaleed lo
logon dar-e-batool se jannat na maango
BEHLOOL bechta hai usi se kharid lo.
mehki hui jannat k hawa khoob hai leken
Abbas(a s) k rozay k fiza sab seh alag hai
laao tou ata karnay main Abbas ka sani
bin hathoon seh denay k ada sab seh alag hai.......
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Mehshar main bhi anmol aqeeday k iwaz hum

bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

jannat main bhi Shabbir teray gham ki qasam hai

matam na karain hum, tou azadar na kehna
Saans leta hoon tu jannat ki hawa ati hai,
Dil darakta hai tu Matam ki sada ati hai,
Qabar mein boolein gay Malak-ul-Maut kia tu uthata tha Alam ?
Teri maeyat se tu khushboo Wafa aati hai..
Aaye baghe askari k muqadas tareen phool
Aaye kaaba e fikro nazar aa kibla e asool
Aa hum say bhi khiraj e dil o jaan Kijye wasool
Mola tairey bagair hum ko qayamat nhn qabool
jannat me maalo zar na hukumat k wastay
hum ji rahey hyn teri ziyarat k wastay
Mujhe Ali Ki Zarorat Hai Her Kadam Ya Rab
Mujhe Ali K Sewa Koi Aasraa He Nahi

Bataiye Kis Tarha jannat Main Aap Jain Gain
Dar-e-Ali K Sewa Koi Raasta He Nahi
Mola ke malangon ki taqdeer hay jannat!!!!

Hasnain Shareefain ki jageer hay jannat!!!!

jannat ki zarorat ho jisay mangay Dua woh!!!!

Mere liye har Majlis-E-Shabbir hay jannat!!!!
Ye Keh Ker Farishto''n Se
jannat Mein Chala Jao''n Ga

HUSSAIN (r.a) k Qadmo''n k
Nishaan Dhoond Raha Hoon

~ Allama Iqbal ~
Marefat Unkao milti hy,
Jinki Akido''n me YAKEEN hota hy

Dikhawe se kuch nahi hota
Pairwi-e-Ahlebayt se Parwaz-e-jannat hota hy
Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir usse zoo ka khayal aaya hoga...
Phir chand khila phir raat thami,

Phir Dil ne kaha hai teri kami,

Phor yaad k jhonkey Mehak gaey,

Phir pagal Arman Behak gaey,

Phir jannat c Lagti hai zamein,

Phir Guzrey lamhon ki batein,

Phir jaagi jaagi c raatain,

Phir thehar gai palkon pe Nami,

Phir Dil ne kaha hai teri kami,