hussain SMS Messages88 messages

hussain Mera
hussain Tera
hussain Rab ka
hussain Sab Ka
hussain Gar na
Shaheed Hota
Tou Aaj Ghar Ghar
Yazeed Hota
Khuda k Ghar Main
Azaan Na Hoti
Nabi[S.a.w] Ki
Sunnat Ada Na Hoti
Is Aasrey Pe Dil-e-Beqarar Zinda Hai

Koi Tou Ashqo''n Ka Umeedwar Zinda Hai

Gham-e-hussain Ko Biddat Zara Sambhal K Kaho

Abhi hussain Ka Ek Sogwaar Zinda hai
Bayt Ya Sir Yehi Tha Taqaza Yazeed Ka
Mayus To hussain ne Usko Bhi na Kya
Bayt Na Ki hussain Ne , Sir De Dya Use
Is Sar se To Yazeed Bhi Khali Nahi Gaya
Jo nathiq e Qura''an ne diya nok e sina se
paigham wo dunya se mitay ga na mita hai
qanoon e hussain ibne Ali(a.s) bar sir e sehra
Abbas(a.s) ne haatho ko qalam ker k likha hai
Fanaa k Baad b is Rasam Ko nibhaein gein
Lahad mein ja k b hum tera Ghum Manaein gein
Nishaaan ABBASS ka turbat pe hum laga dein gein
hussain teri sadaqat pe sir kata dein gein.

DUNIYA AUR AKHRAT MEIN AGER JEENA HO CHAIN SE!
JEENA ALI (A.S) SE SEEKH LO'' MARNA hussain (A.S) SE
Barasti Barish Ko Dekh Ke Yeh Ihsas Hota Hai
Gham_hussain Main Yeh Bi GhamGheen Hota Hai
Yeh Badlon Ka Gharjna Yeh Bijli Ka Chamakna
Yeh Zor_e_Matam main aur Betaab hota hai
jo Ali [a.s] ka na hoa kab hamara hoga wo to buss katib.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga bhala ko hamein jab payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''
Us Roz Ek Ghair Bhi Apna Laga Mujhay
Us ne Kaha hussain to Acha Laga Mujhay

6 Mahh Kay Sagheer Nay Kia Kad Barha Lia
Aur Woh Jo Hurmala Tha Woh Bacha Laga Mujhay
Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho hussain kitna haseen hoga !???
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali chand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki nishani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Aye mavia mardood tu naakaam hogaya
Duniya main zikre Aal-e-Nabi aam hogaya
Meray hussain per hain Durodon ki barishain
laanaaat teray yazeed ka anjaam hogaya