hussain SMS Messages88 messages

Leta tamaam kaam woh apy WALI se hai,
Nisbat har ek IMAM ko NOOR-e-JALI se hai,
kul ikhtiyaar se diye HASSAN O hussain ko,
Deta KHUDA zroor hai milta ALI se hai.
As ''''Aashura''''
Is Going To Come. . .
As We Know Its The Day When Hazrat hussain (R.A) Got The Martyrdom In Order To Save The Religion. . .

We Have Got The Msgs On Each & Every Ocassion . . . So Why Cudn''t It Be . . . ? ? ?
I Wish That Members Who Want To Share Wid Us
Do Share If U Have Got AnyThing In The Honour Of Hazrat Imam hussain (R.A). . .
Wether It Be Quotes'' Narrations'' Couplet (Shers)
N If Any Body Has Any Problem Wid It So Pls Tell Me. . .
&
Do Tell Me That The Shud B Sustained Or Deletd . . .
HAZOOR (S.A.W) NAY FARMAYA

MAIN hussain SAY HOON AUR hussain MUJ SAY HEY

HATOON-E-JANNAT SAY FARMAYA

AYE FATIMA hussain KO RONAY NA DIA KARO. JUB YE ROTA HEY TU MUJHAY TAKLEAF HOTI HEY


JIS DIN NAWAS-E-RASOOL KARBALA K MADAN MAIN SHAHEED HOWA HO GA US DIN hussain K NANA KO KITNI TAKLEAF HUI HO GI.
Leta tamaam kaam woh apy WALI se hai,
Nisbat har ek IMAM ko NOOR-e-JALI se hai,
kul ikhtiyaar se diye HASSAN O hussain ko,
Deta KHUDA zroor hai milta ALI se hai.
Hazart Amam hussain RA Ki Or Uke handan Ki Qurbaniyoo Se Hume Bohat Se Sabak Milatay Hain Jaise ...

ALLAH K Farman Pe Amal ,

Hazrat Muhammad SAW K Batye Hoye Rasto Par Chalna ,

Deen-e-Islam Ki Hifazat ,

Apne Upar Zabat ,

Haq Ka Sath ,

Sach K Liye Batil Se Jung ,

Sabar Ka Imthiaan ,

Zulam Ka Dat Kar Samna ,

Namaz Ki Ahmiyaat ,

Qurbani Or Jahad K Maqasaad ,

Shadat Ki Asli Roh ...



Orr Itna Kuch Jo Ais Msg Mai Pora Nahi Utar Ske ...

Humaye Bhi Ais Waqai Se Haq Ki Nashiat Le Kar ISLAM ko Aj Bachana Ha ..!!

Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin hussain Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai Khoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki Zameeno’n Ka Kehna Kia
Na mit saka hay na mit sakay ga

sada hussain (a-s)
tera ye matam
hussain teray lahoo ki khusbo falak k daaman say arhi hay

ye khoon-e-nahaq hay khun chupay ga?

jissay ye dunia chupa rahi hay

Jabeen-e-Ibn-e-Ali Ki Niaaz Jari Hai

KHUDA K Deen Ki Umr-e-Draz Jari Hai

Sajde Me Rakh Ker Sir Ko Na Uthaya hussain Ne

Maire Husaain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai . . .
Zamane-e-Karbala Ka Kehna Kia

Faqt Zulm Ki Intiha Lekin hussain Ka Nara Kia

Dastan-e-Ajeeb Hai Khoon Ki Sitam Ki

Panjtan Kafi Karbala Ki Zameeno’n Ka Kehna Kia
Aazan DainGi Tumhari Aankhain
Tumhaare Misray Adaa Karain Gi
Tum Aisa Karna K Rah-e-Haqq Main
hussain Parh kar hussain liknna

Wo Barchiyan Wo Chamaktay KhanJar
wo TapTay Sehraa Pukaartay hain
Tum Aisa Karna K KarBalaa ke
Badan Pe Ja Kar hussain liknna

Agar Kitaabat Ka Shauq Ho to
Kitaab-e-Sabar-0-Razaa Main Rahat
Jahan Shaheedo''n Ka Naam Likhna
tou Sab se Opar hussain liknna. . .
hussain Parhna , hussain Likhna
Khuloos-e-Dil ki Roshnaai le kar
Ba Deeda Tar hussain Likhna
Tum Aisa karna Kitab-e-Dil ke
Waraq Waraq Par hussain liknna

Huroof Khushboo ke Phool Ban kar
Tumhare Seenay Main Khil Uthainge
Tum aisa Karna Ke Apni Aankho''n
Aur Apne Lab Par hussain liknna

Ye Pairh Saaray Ye Sab Parinde
Adab Se Sajda Karainge Unn ko
Tum Aisa Karna Ke Unn Hawao''n
Ki Jhaalaro''n Par hussain liknna

hussain likh Kar Phir Uss Ko Likhna
Phir Uss kO Likh kar tum Aisa Karna
Ke Aaj Tak Tum Ne Jo Bhi Likha HO
Tum Uss Ka MehWar hussain liknna