Manzil SMS Messages170 messages

hum tu rasty mein hi"fana"howe".

"Manzil ka "AQSS" humri jan ly betha".
Manzilain zok-e-tajasus ko sulaa deti hain!

ariz

hum raahon ke talabgar hain Manzilon ke nahi..
nikla tu tha naye dil ki talash main Manzil pe AMI....

raste pe mila wohi dil zakhmi halat main k raham aa gaya..
Tum Khafa Kyun Ho?

Tumhei''n Mujh Se Gila Kia Hy ?

Achanak Be-rukhi Itni ?

Batao Tou Hua Kia Hy ?

Manao''n Kis Terha Tum Ko

Mujhy Itna Tu Batla Do

Agar Ab ho Sakey Tum Se

Tou Ye Ehsaan Ker Do

Meri Manzil Mohabbat Hy

Mujhy Manzil Pe Pohancha Do

Tumhari Aankh Mein Aansu

Mujhy Ache Nahi Lagte

Tumhary Narm Honto''n Pe

Gilay Ache Nahi Lagte

Tumhary Muskurane Se

Mera Dil Muskurata Hy

Tumharey Rooth Janey Se

Mera Dil Tuut Jata Hy
uss badnasib-musaafir ki qismat ko kya kahen

mohsin

dam torr diya jis ne Manzil k saamne...
Manzilain un ko
mila karti hain
jin ka sheva ho
faraib...


Hum ne to
Daastaan-e
sadaaqat main
luta dee
zindagi apni..
Manzil Zara b Door Na Thi Us Nishan Se

Thak k Gira Tha Jahan Parinda Uraan Se

Barish ki Dua is Liye Me Mangta Nahi

K Darya Bohat Qareeb He Mere Makan se..
Farz kar lo kh hum mile hi na thy.
Tum ne hum se wade kye hi na thy.
Ye muhbat tu ek dhoka thi.
Tum ne chahat se hath thamy hi na thy.
Tu tu ek wafa ka pekar hai ae sanam.
Teri zaat main ghum hi na thy.
Manzil or rasta muhabt ka ek tha.
Kash k raste main hum male hi na thy.
Dil tu ek bacha tha ae janann.
Ek dosre ko chahte hi na thy.
Jate lamhy dono k ansu thy ankhon main.
Aghaz muhabt main hans kar male hi na thy.
Meri Manzil ka sfr es lye khatarnaak tha.

k mera humsfr bhut haseen tha.
Meri Manzil ka sfr es lye khatarnaak tha.

k mera humsfr bhut haseen tha.
theen tou zaroor Manzilain us se paray bhi kuch

lakin teray khayal se agay nahi gaye
Zamanay Bhar Ki NigahOn Main Jo Khuda Sa Lagay
Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay

Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa
Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay

Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas
K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay

Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay
Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay

Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel
Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay