Hand SMS Messages937 messages

King is Hussain, King is Hussain,

Religion is Hussain, The protector of Religion is Hussain,

Who gave his head, and not his Hand to Hand of Yazid,

Verily Hussain is the foundation of "La''ilah.”


[Hazrat Khawaja Moin-ud-Din Chishti Ajmeri]
Ek Din Barray Ghroor Se Kehnay Lagi Zameen
Aya Meray Naseeb Mein Parchum HUSSAIN Ka.!!

Phir CHand Ne Kaha Mere Seenay K Daagh Dekh
Hota Hai Aasmaan Pe Bhi Maatam HUSSAIN Ka.!!
Hazart Amam Hussain RA Ki Or Uke Handan Ki Qurbaniyoo Se Hume Bohat Se Sabak Milatay Hain Jaise ...

ALLAH K Farman Pe Amal ,

Hazrat Muhammad SAW K Batye Hoye Rasto Par Chalna ,

Deen-e-Islam Ki Hifazat ,

Apne Upar Zabat ,

Haq Ka Sath ,

Sach K Liye Batil Se Jung ,

Sabar Ka Imthiaan ,

Zulam Ka Dat Kar Samna ,

Namaz Ki Ahmiyaat ,

Qurbani Or Jahad K Maqasaad ,

Shadat Ki Asli Roh ...



Orr Itna Kuch Jo Ais Msg Mai Pora Nahi Utar Ske ...

Humaye Bhi Ais Waqai Se Haq Ki Nashiat Le Kar ISLAM ko Aj Bachana Ha ..!!
Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS)
Ka''aba gawaah dosh-e-Payambar(SAWW) pe bhi Ali(AS)

KHandaq, Uhad, Hunain to Khaibar mein bhi Ali(AS)
Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye
Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye
Hazrat-e-Abbas(a.s.) shahay lafata k shair hain
kHandaq_0_khaibaar k woh yai karbala k shair hain
kyoun na hoon her jang main yai misley haider fathayaab
woh khuda k shair yai shair_e_khuda k shair hain
Khanna e rab me imamat ka ka ujala utra
daikh kar shahkle ali cHand ka chehra utra
Aaj bhi kaabay k chaker me hy masroof jahan
Ajj tak mola ali taira na sadqa utra

Sadaqaton ki nishani hussain hay
duniya me inqilab ka bani hussain hy
dushman ko jis nay apney lahoo say shikast di
Woh mard e haq woh haider e sani hussain hay
Aamad e Qasim hoi hay mujtaba ki gaud me
Khud hassan aye thay jaisey murtaza ki gaud me
Bha gai qasim ki surat jab zameen k cHand ko
ye kaha yun saatwin me chaudwin ka cHand ny
hay pisar qasim hassan ka fatima ki gaud me
Aisa lag raha k chaand agay hy chaand ki gaud me
Take the future in ur Hands
see it resting in ur palms
it"s not to late to take a stand
You"ll be sorry when it"s gone
You"ll be sorry
_______
|| .| (* |
||_.|_ ___|
||
||

ALLAH Hamare Mulk K JHande Ko Hamesha Sar-Bland Rakhe (AAMEEN)

*@*
HAPPY INDEPENDENCE DAY IN ADVANCE
*@*
Aik arab

Aik karor

Aik lakh

Aik hazar

Aik so

Aik dafa


I LOVE U

Meri jaan

Merey cHand

Merey sohney

Merey piyarey


PAKISTAN... ;->
The price of success is hard work, dedication to the job at Hand, and the determination that whether we win or lose, we have applied the best of ourselves to the task at Hand.
Begin doing what you want to do now.
We are not living in eternity.
We have only this moment,
sparkling like a star in our Hand
and melting like a snow flake.