Hand SMS Messages937 messages

UTRA THA CHand HAMARE ANGAN MEIN.
PER SITARON KO YE GAWARA NA HUWA.
HUM TO SITARON SE BHI BAGHAWAT KAR LETE.
PER KIA KARTE, CHand HI HAMARA NA HUWA.
duniya kehti hai jise main chahta hon
wo cHand ka ik tukra hay
per ham kehty hain hum jise chahte hain
cHand uska ek tukra hai
CHand ne CHandani ko yaad kiya,
pyar ne pyar ko yaad kiya.
Par hamare paas na pyar hain na cHand,
Isliyen humne apneCHand se bhi pyare Dost ko yaad Kiya
Dont give pa$sword of our Love and friend$hip to anybody,Becau$e if u
will $ay thi$ pa$sword "I LOVE U" It mean$ he will hack u from me
and u will go out from my Hand$.....
Aasman se utari hai,
taro se sajai hai,
cHand ki cHandni se nehlai hai.
Mere DOST sambhal kar rakhna ye DOSTI,
ye meri jindagi bhar ki kamai ha na
Har Baat Se Inkar Nahi Hota,

Har Raasty Par Intezar Nahi Hota,

Yun To or Log Bhi Aap Ko SMS Kerte Hain Lekin,

Har SMS Hamare Jaisa SHandar Nahi Hota... ;->
Rose for love,
Cloud’s for rain,
Heart for blood,
But Hands to shake,
To never forget to shake Hands
Coz its gesture of friendship.
ye dil na jaane kya kar baitha.
mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
is zameen par toota sitara to nahi girta.
aur ye pagal cHand se DOSTI kar baitha...
Kabhi ansu kabhi khushi bechi,
hum garibon ne bebasi bechi,
cHand sanse hain kharidne ke liye,
roz marti hui zindgi bechi.
Stane lage mujhe jb mere hi saye,
preshan hoke maine roshni bechi.
Ek hum the jo khud hi bik gaye,
vrna logon ne dosti bechi
Raat ko pocha mujse cHand sitaro ne
tumko bhula diya tere jigri yaro ne.
Maine kaha k bhule nhi hai fariyaad to karte honge,
mera sms pad k yaad to karte honge.
The glory of friendship is not the outstretched Hand,
nor the kindly smile nor the joy of companionship;
it is the spiritual inspiration that comes to one when
he discovers that someone else believes in him and is
willing to trust him
The glory of friendship is not the outstretched Hand,
nor the kindly smile nor the joy of companionship;
it is the spiritual inspiration that comes to one when
he discovers that someone else believes in him and is
willing to trust him