Hi Good Morning...!!! Uth gaye ho na? Arz hai,Chai ke pyale se
uthte dhue mein teri tasvir nazar aati hai,Inhi khyalon mein kho
kar aksar meri chai thandi ho jaati hai...
MUSKAN AAPKE HOTON SE KAHIN JAYE NA,
ANSOO APKI PALKON PE KABHI AYE NA,
POORA HO AAPKA HAR KHWAB,
AUR JO POORA NA HO, VO KHWAB KABHI AAYE NA...!GOOD MORNING!