Ishq Ne Insan Ko Kya Se Kya Bana Diya ,
Kisiko Kavi To Kisiko Kangal Bana Diya,
Do Fulo Ka Boj Na Uthane Vaali Mumtaj
Ki Yaad Main Shahjaha Ne Taaj Mahel Bana Diya
Yaad kar ke Mujhe Taqleef to Hoti Hogi...
Aik Qissa Hoon Puraana sa Bhula De Mujh ko...
Dubte Dubte Aawaaz teri soon jaaoon...
Aakhri Baar Tu Saahil se Sada De Mujh ko !!!!
Humare dil me dhadkan aapki sunai deti hai,
Aankhon me surat aapki dikhai deti hai.
Chalte to hum hai lekin,
jab mudte hain to parchhai aapki dikhai deti hai.