Masroof hai din raat usy wakat kahan hai wo muj sy kary bat usy wakat kahan hai betabi-e-dil ka usy andaza kahan hai samjy mery jazbat usy wakat kahan hai
Jis insan ko gussa zayada aata hai wo insan piyar bhi utuna hi zayada karta hai Becoz If red is a danger showing colour then red is also the colour of love
Pyar kiya to unki mohabat nazar ayi,
dard hua hume to palke unki bhar ayi.
Do dilo ki dhadkan me ek bat nazar ayi,
dil to unka dhadka par awaz is dil se ayi.