zarurat SMS Messages55 messages

Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi

Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki zarurat Nahi
Wada Karte Hain Dosti Nibhayenge
Koshish Yahi Rahegi Tujhe Na
Satyaenge
zarurat Pade Toh Dil Se Pukarana
Mar Bhi Rahe Honge To Mohlat Lekar
Aayenge…
"Jis Kaam ko Pura krny ki Taqat na ho Usay apny Zimay mat lo"

"Raasta puchny se Sharm Mehsus na kro, Warna Manzil kho Betho gy"

"Bila zarurat koi Cheez na Kharido Chahy woh Kitni hi Sasti kyun na ho"

"Kisi ko Haqarat ki Nazar se na Dekho, Yeh Waqt Tum pr B aa skta hy"
.
=> 03337656310
Mohabbat Bhi Hoti Hy zarurat
K Paish-E-Nazar

Ab Ek Nazar Mein Lutt Jane Ka
Zamana Nahi Raha ... !!
Socha n tha is tarah koi apna milega,
1 khubsurat sa mujhko sapna milega,
jab kabhi mahsus ho zarurat meri!
Bas awaz dena,
har waqt apka ye dost apko "apna" milega
Ek kanjoos Pathan ne mithayi ki dukaan kholi aur mulazim k liye akhbaar mein ishtihaar diya.

"EK MULAZIM KI zarurat HAI
Par
.
.
.
.
Sirf SUGAR k marez raabta karen"
Jo ansu na hote annkho mein.....to aankhe itni khoobsurat na hoti..!!!!!!!
jo dard na hota dil mein.....to khushi ki kimat pata na hoti..!!!!!!!
jo bewafai na ki hoti waqt ne......to wafa ki kabhi chahat na hoti..!!!!!!
Agar maangne se puri ho jaati muraadein.....to uss khuda ki kabhi zaruratt na hoti..!!!!!!!!
Tum na mano ye haqikat hai,
Dosti insan ki zarurat hai,
Kisi din aao hamari mehfil me,
Jan jaoge zindagi kitni khubsurat hai.
Gam k andhiya me hum saawr jaenge,

Nadi hai sumander me utar jaenge,

Hume marne k lye fasi ki zarurat nahi zarrat nahi,

Dosti ko bhula do hum yuhi mar jaenge.
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki Fitrat Nahi

Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki zarurat Nahi
zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad DilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki
sitaro ko roshni ki kya zarurat, ye to khud ko jala lete he, ashiqo ko wafa ki kya zarurat, wo to bewafa ko bhi pyar kar lete he