deedar SMS Messages36 messages

Dosti Imtehan Nahi Pyar Mangti Hai,
Nazar Sirf Aapka deedar Mangti Hai,
Zindgi Apne Liye To Kuch Bhi Nahi Lekin,
Aap K Liye Duaen Hazar Mangti he.
Happy brithday my sweet
Wo maangti thi mein deta na tha,
Jawab us k sawal ka..

Abhi rakkha hi tha k choot gaya,
Haath se phool gulab ka..

Wo kehti thi peeche se nahi aage se karo,
deedar mere husne shabab ka..

Wo kehti thi bara dard hota hai jub under jata hai,
Kaano mein ik ik lafz janab k.
Ya dil pyar ke qabil na raha,
Koi bhi izhar ke qabil na raha,
Is dil main bas gayi dosti aapki
ab tu chand bhi deedar ke kabil na raha!
Jise Bhi Roza e Abbas ka deedar HoJaye

HAqeeqat me Usi Ko Khuld Ka deedar Hojaye

Me Samjhoonga Mujy Har Marz Se Doori Mayassar Hai

Mera Dil Ishq E Ghazi Me Agar Beemar Hojaye
Nigaho me or koi dosti ke kabil na raha,is kinare ka or koi sahil na raha.Chand jaisa dost mila hume zamin par, aasma ka chand bhi ab deedar k kabil nahi
raha.
Kisi Ke deedar Ko

Kisi Ke deedar Ko Tarasta Hai,
Kisi Ke Intezaar Me Tadapta Hai,
Yeh Dil Bhi Ajeeb Cheez Hai,
Jo Hota Hai Khud Ka Magar Kisi Aur Ke Liye Dhadakta Hai.
Aanken band kar k bhi, hum tera deedar karte hain,
Aye sanam, hum to sirf tum se pyar karte hain.
Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta,
Saans rahte, teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta.
Aakhiri pal tak o bewafaa, tujehe yaad karta hoon,
Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par bewafa ye zuban izhar kar baithi....
Kasoor to tha in nigahon ka ,
jo chupke se deedar kar baithi.
Humne to khamosh rehne ki thani thi,
par bewafa ye zuban izhar kar baithi....
Aaj bhi unhe pyaar karte hain hum,
har pal unka deedar karte hain hum,
woh na mile uska gum nahi...
par jiyen kaese kyunki aaj bhi utna hi yaad karte hain hum!
Jab husn burke mein sadak par chala karta tha,
ek diwana peeche-2 chala karta tha,

socta tha ki kab hawa chale aur husn ka deedar ho.

Ek din diwana chal basa. kuch din baad husn ko deewane ki yaad ayi.

jab woh kabar par ayi to andar se aawaz ayi..waah re khuda aaj mein hoon parde mein aur woh benakab ayi.
chaho koi kaisay bikharta hai
Chaman main ja kay khizaan main
Kabhii patton ko dekho tum
Ya phir ik aainaa lay lo
Ussay patthar pay giraa do
Agar mushkil hai tum ko
To kissi khoobsurat phool ko le lena
Ussay hawa kay dosh pay rakhna
To phir tum jaan jao ge
Koi kaisay bikharta hai
Agar yeh bhi na kar sako
To mairay paas aajaana
Mera deedar kar lena
Khabarr yeh ho hee jayay gee
Koi kaisay bikhartaa hai..........