aarzoo SMS Messages31 messages

Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai
Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai
Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

aarzoo jhooth hai,
aarzoo ka fareb khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe..
Dil kabhi kisi se lagana nahi.

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kahti hai duniya jise,
Ek rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi

Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
aanvli Si Ik Larki

aarzoo K Gaon Mein

Intizaar Karti Thii

Uss Ki Zindagi Mein Bhi

Ik Bahaar Aa Jaey

Uss Ki Duniya Mein Koi

Lay Kay Piyaar Aa Jaey

Sapnay Boonti Rehti Thii

Saanvli Si Aik Larki


yaadain ter khuloo$ ki,da$ti hain aaj bhi
milnay ki aarzoo main,tara$ti hain aaj bhi
ankahin hazaar zabt ki koshi$h k bawajud
ruk ruk k baar baar,bara$ti hain aaj bhi.....
ek
hansi
Jo hansa de...

ek
AAnsoo
jo rula de....

ek aarzoo
jo jaga de...

ek chahat
jo samja le...

har jo jaan le...
usi RISHTE
ka naam hai...

DOSTI
Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!"
Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada
Muntazir jane Kab Se Hai Ahle Wila

Jald ho Ab Zahoor e Imam e Zamam
Ay Khuda Hai Yehi aarzoo e Wafa
Tujhay kia khabar teri yaad
Nay humein kaisay kaisay sata dia
Kabhi khalwaton mein hansa dia
Kabhi mehfilon mein rula dia
Teray ishq mein kabhi yun huwa
K namaz apni qaza hui
teri aarzoo ne kabhi mujhe meray pak rab se mila dia
yaadyn tere khuloos ki dasti hyn aaj bhi
milnay ki aarzoo may tarasti hyn aaj bhi
ankhyn hazar zabt ki koshish k baawajood
ruk ruk k baar baar barasti hyn aaj bhi!!!
khuwab k phoolo ki tabeere kahani ho gayen khoon thanda pr gya ankhen purani ho gayen Jis ka chehra tha chamkte mousamo ki aarzoo uski tasweren bhi aur aankhe khizani ho gayen dil bhr aaya kagaz khali ki surat dekh kar Jinko likhna tha wo sub batain zubani ho gayen Jo muqadar tha usay to rokna bus me na tha unka kya karte Jo batain na gahani ho gayen Reh gya dil me rang yaad e raftagan phool mehnge ho gaye qabrain purani ho gayen . . .