Peyar SMS Messages6 messages

Ae waqt zara to tham ja, Mujhe yaad “KISI” ko kerne dy,
Mujhe “Peyar” hai ik “SUNG DIL” say, Jo koi “BAAT” mujhay na karne dy,
Na apny “PAS” wo aany dy, Na khud se “DOOR” wo jany dy,
Na “DIL” ko apny pas rakhy, Na aur kisi ka “HONY” dy,
Her waqt mujhe “WO” yaad aay, Phir “DIL” se ik aawaz aay,
Ye kaisi “CHAHAT” hai us ki, Jo “JEENY” de na “MARNY” day
pyar vo hai jo apna maan sake,,
Bin kahe dilki baat jaan sake,,
Chal rahe ho agar tej barish me,,
chehre pe giri bundo me se anshu ko
pahchan sake,!
PyAr Se ChaHe ArMaaN MaaNg Lo
/
RuThkar ChAhe MuSkAan MaaNg Lo
/
Bus TaMaNna Yeh Hai Ki Na DeNa
Kabhi DhoKha /
Fir HaNskar ChAhe JAAN MAaNg Lo.
Mousam B Kitna Pyara Hai
Karti Ye Hawayen Kuch Ishara Hai
Zara Samjho Inki Zazbaaton Ko
Kisi Chahne Wale Ne DiLse Aapko
Pukara Hai.
Agaz-E-Nayee Saal Per
Chahoon Main Tum Sey Milna, Agaz-e-Naye Saal Per
Muhabat Ayoo Amar Kar Jayen, Agaz-e-Naye Saal Per

Hamsafar Hai Cuna, Hai Fakhar Kudh Pey Mujhee
Jewan Ko Wafa Dey Jayen, Agaz-e-Nayee Saal Per

Be Pana Ye Peyar Hai, Jazbat Hain, Oor Naye Umeeden
Hasil Un Sab Ko Kar Jayeen, Agaz-e-Naye Saal Per

Guzry Saal Jo Na Paeya, Afsoos Na Karna Us Ka Zara
Neek Duaeen Ye Raab Sey Kareen, Agaz-e-Naye Saal Per

Hai Ye Ilteja Mery Raab Sey Rakhy Khuda Shaad Hameen
Ayoo Mil Kar Dua Kareen, Agaz-e-Nayee Saal Per
Is Peyari pryari Rena ko
Is Dukh bhari chena ko
Abhi Marna nahi tha jeena tha
Kuch Zehar dukhon ka peena tha
Is Chanda jesi Soorat ko
Abhi marna nahi tha jeena tha
Par maar deya hallat ne us ko
Cheen li Waqat na har khuahish
ho gai Chiriya band Zindan mein
Phir to us ko rona tha
Dukh ki baat to ye ha ke
Us Sohni Sohni Chiriya ko
Abhi marna nahi tha jeena tha.