Nawar SMS Messages4 messages

Aey Kaash....

woh phool $i mu$kurahat merey liye hoti
woh ma$oom $hararat merey liye hoti

main u$ zulf ki chaaon main $oo jaata
woh kaali raat merey liye hoti

raat bhar woh ghomaati apna kangan
woh bechayni woh betaabi merey liye hoti

woh ek taara tha khuley aa$maan main
aey kaa$h woh ro$hni merey liye hoti

merey wujood main bhi zindagi ka $uraagh milta
jo woh muNawar nazar merey liye hoti

ri$htaa kuch to ban jaata apna bhi
mohabbat nahi na $ahi,nafrat merey liye hoti..!
Each Person Has A Different Path To The Friend’s Neighborhood

We exchanged reason for love.
Everybody is a buyer of a different good.

The mystic’s design and mark is distinct,
A different bazaar, a different shop.

It’s a different journey, a distinct world.
It’s different from this world and the other world.

Those on the land are uNaware of those in the air.
A good from Ethiopia is different from one from Central Asia.

One who is in the sea is ignorant of some one who is in the desert.
Everybody is the king of his own city.
Jin K Sajdo''n Se MuNawar Hai Jabeen-e-Aftab

Mere Harfo''n Ki Ibadat Un Khuda Walo''n K Naam

Meri Sheh-rug Ka Lahoo, Nazar-e-Shaheedan-e-Wafaa

Mere Jazbo''n ki Aqeedat Karbala Walon K Naam. . .
Aey Kaash…
woh phool si muskurahat merey liye hoti
woh masoom shararat merey liye hoti

main us zulf ki chaaon main soo jaata
woh kaali raat merey liye hoti

raat bhar woh ghomaati apna kangan
woh bechayni woh betaabi merey liye hoti

woh ek taara tha khuley aasmaan main
aey kaash woh roshni merey liye hoti

merey wujood main bhi zindagi ka suraagh milta
jo woh muNawar nazar merey liye hoti

rishtaa kuch to ban jaata apna bhi
mohabbat nahi na sahi,nafrat merey liye hoti