Hussan SMS Messages3 messages

Der Hussan Parast Ym Sajda Ba Rana Olagi,

Makh Pa Palaw Pat Ka Pa Imaan Me Lobi Ma Kawa..
Tumharay saath rehna hai
Mujhe har waar sehna hai

Mujhe ashkoon ki surat main
Teri ankoon say behna hai

Tumharay Hussan par janan!
Udasi bhi tu gehna hai

Yehi tu Juram hai apna
kay hum nay pyar pehna hai

Chalo ab bey rukhi choro
Humain aik saath rehna hai

Hay mera katam afsana!
Tumhin kuch aur kehna hai?



Hussan walon ko kiya zarorat hai sanwarney ki FaRaZ...?

Wo to sadgi main bhi Qiyamat ki adda rakhtey hain..!!!