Ghayal SMS Messages4 messages

Ghar Bhi Suna Hay Mere Deed K Aangan K Tarha ..

Loot Kar Waqat Na Aaya Mere Bachpan Ki Tarha ..

Par Tere Zulf Mere Bahty Huway Aasqoon Mien ..

Kisi Selaab Mien Bahti Huwi Nagin Ki Tarha ..

Kar K Ghayal Mujhy Us Ka Bhi Bura Haal Huwa ..

Us Ki Zulfien Bhi Na Suljhien Meri Uljhan Ki Tarha ..

Aur Mujh Ko Ghurbat Na Dasa Us Ko Doolat Ki Hawas ..

Bik Gaya Who Bhi Baharhall Mere Fun Ki Tarha ..
Chooryaan hath mein thin
aur hathon mein uska haath b tha
sham-e-tanhayi bhi thi
rung aur noor ki barsaat b thi
mosamon ka junoon urooj per tha
dharkanon per b ikhtiyar na tha

uski madhosh nigahon mein talab pyar ka tha
kaanpte hathon se uske shugufta hathon mein
choorhyaan mujhse na pehnayi gayin
haan mager hath Ghayal ho hi gaye
usne nazerein jhuka kar itna hi kaha
jayiye aapse nahi bolti
aapse itna bhi nahi hota..!!
Nazaron Se Nazaaron Ke Jaam Peeta Hoon,
Jab Aaye Mehfil Mein Tera Naam, Peeta Hoon.
Har Din Na Peeta Yahaan Main Yaaron,
Bas Jab-Jab Dhalti Ye Shaam,Peeta Hoon.
Saans Lene Ke Siwa Na Koi Kaam Mujhe,
Bas Jab-Jab Hota Koi Kaam,Peeta Hoon.
Tune Jo Humare Dil Se Ki Hai Itni Bewafai,
To Khud Se Uska Le-Le Inteqam,Peeta Hoon.
Lagataar Na Kabhi Peeta Hai Ghayal,
Har Do Lamha Kar Aaraam,Peeta Hoon.
Bina Tere Ab Kaise Jiyega Ye Ghayal,
So Apni Maut Ka Kar Intezaam, Peeta Hoon...
kajri ne un dono ko dekha aur chaman ko aankh maari...
chaman udhar hi Ghayal ho gaya....woh "kuuii kuiii" karke uske peeche chala gaya...kajri ne tub main dubki lagaa di...chaman ab naaraaz ho gaya...kuch der tak taalaab dekh raha tha....

khunchuus ke man main alag hi khayal aa rahe the "isskaa khoon kaise piyaa jaaye"

KAAN film festival ke saare guest ab aa chuke the...dharmesh darshan ke sar par ab pappu mandra raha tha....pappu, bittu, chintu, pintu....bahar
Faarikh paan, jagtaap bachpan, Alif ali paan ke haath par baithe maze se khoon pii rahe the..

tabhi diya mirza ne red carpet par entry maari......;-