Doosti SMS Messages5 messages

Hmari Doosti Telenor jesi nhi k bs
"Talk Shawk"

Mobilnk jesi B Nhi K

"Reshaping Lives"

World Call jesi B nhi k

"Rabty ka NyA jahan"

Warid jsi B nhi k bs

"Zem nights"

Ufone jesi B Nhi k bs
"Bat ban jaey"

PTCL jesi B Nhi k
''Feel the Diffrence
Ye to Paktel jesi Hy
''QK Dil To 1 Hy''
in barisho se Doosti achi nahi fraz kucha tera makaan hai kuch to khyal kar
Kaash hame bhi koi samjhane vaala hota to aaj hum nasamajh naa hote kaash koi prem ki pyali pilane waala hota to aaj hum sharaabi naa hote kaash koi hum par jaan fida karne waala hota to aaj hum kaatil naa hote kaash koi hamare saath ghar basane waala hota to aaj hum beghar naa hote kaash koi hamare saath Doosti karna wala hotatoo ajj beghar dooost ka na hota kaash Kuch hamaree bhi maqsad hote too ajj hmm beghar maqsad ka na hota shaayad accha hi hua ke koi bhi nahi hai nahi to aaj hum shaayar naa hote
Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum ghareebon ney be kasi bechi

Chand sansein khareedney key lye
Rooz thori si bandagi bechi

Jab roolaney lagey mujey sarey
Mai ney ukta key rooshni bechi

Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum ghareebon ney be kasi bechi

Aik hum they key bikher gey khud hi
Warna dunya ney Doosti bechi

Kabhi Aansoo kabhi khush bechi
Hum ghareebon ney be kasi bechi
tum sey Doosti karney k faiday,

"Bandar dekhney zoo nahee jana pardta"

aur


aur

Aur tumhara koi faida nahee